HOW TO REGISTER A DOMAIN IN GoDaddy

 delhitech91



So hello friends, Today I am gonna show you how to register a domain in  GoDaddy,
ajj me aap logo ko bataunga ki Godaddy pe domain kaise register karte hai step by step 

GoDaddy pe domain register karna bohot aasan hai bilkul easy hai ise koi bhi kar sakta hai 
agar aap koi domain buy karna chahate ho to GoDaddy ek acha option hai domain buy karne ke liye magar ajj bohot sare option hai domaine buy karne ke liye jaise bigrock hai aur bhi bohot sare site hai aur har kisi site ka same hi tarika hai domain buy karne ka magaraap chaho to mai harek website ke liye alag alag article likh dunga taki aap ko koi bhi pareshni nahi ho akhir mai apke liye hi to ye sab karta hu taki aap logo ki pareshni solve ho sake 
agar apko koi bhi sawal puchna hai to aap mujhe comment kar sakte ho taki mai usse solve kar saku yaaro mujhe apke sawalo ka jabawb dena acha lagta hai to aap mujhse koi bhi sawal puch sakte hai 

to chalo domian kaise register karte hai woh sikhte hai step by step,

HOW TO REGISTER A DOMAIN IN GoDaddy  

sabse pehle apke pass mobile ya fir computer hai to usme koi ek browser open karlo jaise maine kar liya hai 


fir apko uske search box me GoDaddy.com ssearch karna hai fir apke samne kuch aisa tab open hoga 


fir apko konsa domain buy karna hai wo domain ka name apko uper search box me likhna hai jiase maine kiya hai 


apko jaisa bhi domain chahiye wo name ap likh sakte ho jaise agar apka koi businness hai ya fir aap koi blog ke liye ya fir koi online kam ke liye , to aap uska name dal sakte ho fir apko search pe click karna hai 


fir apke samne kuch iss tarah ka result open ho jayega fir apko apne hisab se koi ek extension yani koi ek domain name buy karna hai jaise apko result me bohot sare domain dikh rahe honge jaise .com .in .xyz . .co toh usme se apko acha lage aap wo domain buy kar sakte hai fir apko add to cart pe click karna hai jaise main e click kiya hai 


fir apke samne ek popup open hoga fir apko ok per click karna hai jaise maine kiya hai 

 godaddy
fir aap usi page pe aa jaoge fir apko tohda sa page ko scroll up karna hai matlab jis website pe aap ho uss website ko halka sa uper karna hai fir apko right side top corner checkout now ka option dikhai dega



fir apko check out now pe click karna hai to apke samne kuch is tarha ka page open ho jayega 


fir apko apni detail bharni hai jaise waha pe likha hai jaise name emil 
aur password ye sab bharne ke bad apko create account pe click karna hai jaise hi aap click karenge toh apke samne kuch iss tarha ka page open ho jayga 

 Godaddy

fir apko apni detail bharni hai jaise name last name phone number aur address agar aap chaho to name aur address nakli bhi dal sakte ho suke bad apko save pe click karna hai 
fir apke samne kuch iss taraha ka page open ho jayega 


fir apko apni card ki detail bharni hai ya fir aap net banking debit card ya wallet ya UPI se bhi payment kar sakte ho jaise hi aap payment kar dete ho apke pass ek emil aa jayega aur apko apna domain mil jaiga .

toh ajj hamne sikh liya ki domain kaise buy karte hai wo bhi bohot easy way meagar apko mera tarika acha laga to please comment jarur karna please 

thank you, guys ....... 


No comments